शुक्रवार, 5 जून 2009

भटकी हुई बदरी....

हूँ भटकी हुई एक बदरी,
अपनेही बंद आसमानोंकी,
जिसे बरसनेकी इजाज़त नही....

वैसेतो मुझमे, नीरभी नही,
बिजुरीभी नही,युगोंसे हूँ सूखी,
पीछे छुपा कोई चांदभी नही....

चाहत एक बूँद नूरकी,
आदी हूँ अन्धेरोंकी,फिरभी,
सदियोंसे वो मिली नही....

के मै हूँ भटकी हुई एक बदरी,
अपनेही बंद आसमानोंकी....
मेरे लिए तमन्नाएँ लाज़िम नही....

शमा।

3 comments:

mark rai said...

kabhi kabhi bhataki hui badari hona...ajaadi ki nishaani bhi hoti hai ..ye mera niji khyaal hai ho sakata hai aap kuchh dusara sochti ho ...

mark rai said...

naraj hone aur anytha lene lene ka to koi prashn hi nahi hai . aapne kaha hai ki meri rachna aapse achhi hoti hai . ye aapki mahanta hai ..achhe log aise hi kahte hai ....

'sammu' said...

kya neer rahit hai too badree ?

too dekh to apna hee aanchal'
shayad ho samayee koyee namee'
shayad ho samete ek bijlee.

chal kuch na sahee too hai badree !

kisee dhoop me koyee chaon sahee,
kisee rahee ko ek thaon sahee,
kisee sapne ka ek gaon sahee,
ummeed me uththa paon sahee,

jeevan ka antim daaon sahee !

bas dhoop me thodee chaon sahee .

1 टिप्पणी: